Iss Mod Se Jaate Hain....
Zindagi ke us mod pe khadi hoon, Zindagi ke us daur me phasi hoon....
Ke agar Ruk Si Jaoon to Kahar toot jaaye....

Aur agar chalti chali jaoon, to kahin door hi nikal jaoon....

Chalte Chalte Rukna bhi hai seekhna, Aur Rukte Rukte Chalna....

Sab ko Sambhaalte hue, hai khud ko bhi sambhalna....

Waqt ka takaaza bhi hai aur Zimmewariyon ka mulahiza bhi....

Kuch nazar aaye ya na aaye, saamne to hai bas, Sabr ka darwaaza hi...
Waqt ka takaaza bhi hai aur Zimmewariyon ka mulahiza bhi....
Kuch nazar aaye ya na aaye, saamne to hai bas, Sabr ka darwaaza hi...
Zindagi ke us mod pe khadi hoon, Zindagi ke us daur me phasi hoon....
Bas yahi dar hai ke auron ko sanwaarte hue, kahin main khud hi na pighal jaoon....

No comments:
Post a Comment